Top 9 smartphone myths Kya ye such hai ya phir false full detail
Aaj hum kuch myths ke bare main baat karenga Jo Sab ke mind main chal raha hai aisa waisa?? Kya ye such hai ka phir false.
1- MORE RAM IS BETTER THEN MINOR RAM
Kya jiyada RAM fast hota hai kum RAM ke smartphone sa ye baat galat hai
fast nahi hota hai but jiyada RAM best hota hai q ki aap background main
jiyada aaps ko installed Kar patein hai comperision to minor RAM Wala
smartphone.
2- BATTERY LIFE ON MOBILE
WIFI Bluetooth drain battery in idle
Iss main koi different nahi hai aaj ye myths hai ki powerbank sa
charging karne sa jiyada work nahi kar patein hain comparission to AC
voltage charging sa ye baat galat hai Bhai aap charge karoga to
discharge hoga iss main koi logic nahi hai powerbank ke santh.
3- LATEST UPDATE ARE ALWAYS USEFULL
Latest update ke liya aaj Sab paresan hai ki mera phone main update
Kahan aata hai Mera mobile slow ho Gaya hai update aayega too fast ho
jayega ye baat kuch haad tak things hai per Puri tarah nahi q ki latest
update secruti ki guaranted lati hai na ki fast or new function ki.
Kai cases main too Puri phone ko latest update karne sa wo aur bhi slow
ho jati hai iss liya agar koi latest update aati hai too pahla update na
karain pahla uss us ke barein main janein phir update karein.
4- APPS FROM PLAY STORE AND APP STORE
Aap ye jantein hai ki agar app play store ya aap store main present hai
too wo 100% true hai bulkey ye myths hai play store ya app store main
bhi kuch aisa app ho saktain hai Jo kapbhi haad tak false hai Jo Puri
secruity nahi deta hai in apps ke bare main jab tak Google ko pta jagta
hai tab tak kaphi late ho jati hai aur ye kisi ko nuksan Kar deti hai.
Kabhi aap ne suna he hoga ki play store kuch apps ko hata diya ye wo apps hai Jo galat thaa.
5- TRACKING OF PHONES
Aap ne ye too suna he hoga ki agar mobile ko airplane mode main rakne sa
koi bhi mobile ko track nahi kar payega Jo ki galat hai ye sirf ek
myths hai.
Agar aap sim ko apne mobile sa eject Kar detain hai wo bhi track karne
sa pahla too aap bach saktain hai agar pahla track Kar liya gya hai too
bachnein ka koi chance nahi hai aap ko show karega ka mobile off hai but
track hota he rahega.
Iss sa bachne ka tarika ye hai ki aap mobile ka battery ko nikal dein ya
ek pouch milta hai Jo farady cach ki tarah use hota hai iss main daal
dain.
Bhala ye aap q karenga ye sirf myths hai.
6- LIKE ON WHATSAPP ARE YOU SAFE
Aap ko WhatsApp main ye message aata he hoga ki new update hai whatapp
ka fast update Kar lein ye wo pta nahi Kya Kya Jo ki galat hai aisa nahi
hota ye sirf myths hai jis sa hamari jankari ko chura sakti hai aur uss
ka galat faida le sakti hai.
Aap aisa kabhi na karein.
7- AIRPLANE MODE CHARGING
Aisa koi baat nahi hai ki Jo mobile 2 hours main charge hota hai wo 1/2
hours main ho jayega agar aap airplane mode main charge karenga too ye
sirf myths hai.
Hoti hai per kuch he different jiya nahi uss sa accha hai he hum On
karke he q na charge karein jissa agar koi call karein too call bhi aa
ska ye sirf myths hai.
8- FACEBOOK FORWARDS
Aap ke Facebook main kuch post aisa dikhta hoga ki Jo bahut majbur hai
uss ko hospital main dikhaya gya hai aur uss main likha huwa hai ki aap
iss ko share karenga too aap ke har share ke badlein main Facebook 1$ ya
kuch paisa degi Jo Jo galat hai Facebook ya koi aisi company Paisa nahi
deti hai ye sirf ek muths hai aap iss tarah ke post ko share na karein.
Jo really hai Jo aap sa madad mang Raha hai iss ko share karein aur madad karne ki kosis karein.
No comments:
Post a Comment